View Lyrics: Abhi na ja Modal close icon

Viewing lyrics for Abhi na ja by Kaash.

(c) Kaash 2011, ALL RIGHTS RESERVED

Yahan kaun paraya kaun tera
Kiske liye kaun bana
Teri aankhon mein kyun hai nami bata
Main hun jo tere saath rahoonga bas tera
Pehnani hain mujhe teri kalayi mein jo hari chudiyan
Tu abhi na ja x 4

Kitna bhi ho ranj koi bhi vajah
Thama hai tera haath to thamoonga sada
Rahe na rahe zameen aur aasmaan
Meri mohabbat rahegi par sada
Roshni se sajaya hai maine
Tere sapno ka makaan

Teri aankhon mein kyun hai nami bata
Main hun jo tere saath rahoonga bas tera
Pehnani hain mujhe teri kalayi mein jo hari chudiyan
Tu abhi na ja x 4

Close